Wednesday 11 May 2016

Privacy policy page Kaise banaye janiye - All trips in Hindi

Privacy Policy kya hai.

Privacy Policy me bataya jata hai site kya kya jankari leti hai visitor ki or kis ke ads dikhate hai apni site par. Konsi Detail Track karti hai or konsi Jankari Save karti hai.Privacy Policy Page isliye bhi jaruri hai q ki bhut se program hai wo check karte hai, jese Google Adsense. Hamare Privacy Policy Page ko Check karta hai uske baad hi Approve hota hai account.


Privacy Policy ko kaise banaye.


Alltripsinhindi.blogspot.com


Steps ko follow kare.

Steep 1.pahle aap Serprank.com par jaye.


Step 2.Ab aap Login kare, agar account nahi hai to Register kare.


Step 3.Register Par click karne ke baad Select par click kare..Ab ek form khulega Usko Sahi se bare.

Alltripsinhindi.blogspot.com




1. Username.

2. Password.

3.E-mail daale.

4. Terms par tick kare.

5. Submit and confirm par click kare.


Ab Aapke pass ek mail aaya hoga usko khol kar link ko open kare uske baad ek page khulega.

Alltripsinhindi.blogspot.com

1. Apni website ka URL daale.

2. Apna email address

3. Agar aap cookies use karte ho blog me to Yes, we use cookies par tick kare.

4. ADVERTISER Me google adsence select kare. Koi dusri site ke ads lagate ho to wo select kare.

5. Create my privacy policy par click kare.

Ab Aapki privacy policy Ready he.


Alltripsinhindi.blogspot.com


Ab ko aap ke pass copy karne ke liye aayega use copy kare.copy
Karne Ke bad aap ko  Privacy policy ko   Blog me lagana he.


Privacy ko Blog me kaise lagaye Jane.

1. Blogger par login hokar Dashboard par jaye.

2. Pages par click kare.

3. Fir new page par click kare.


Alltripsinhindi.blogspot.com


Page Editor khulega.

Alltripsinhindi.blogspot.com


1. Pehle to Page ka name de -Privacy Policy.

2. Fir jo  Code aap ne copy liya  tha wo paste kare.
3. Or fir Publish Par click karde.

Bas ho gya Ab aap ko much puchna hai to comments kare.

Share this

0 Comment to "Privacy policy page Kaise banaye janiye - All trips in Hindi"

Post a Comment