Wednesday 13 April 2016

Sitemap kaise banaye aur google me kaise submit kare janiye - All trips in Hindi par

Hi friends

 Site map kya hai ?

Site map  ko aap  simple se language me aap kah sakte ho ki apke website ke sabhi data ka short me hota hai. Jise google aur sabhi search engine ko samajhne me asani hoti hai .apki website ko search engine se accha result milta hai. site map ek XML file hoti hai jisme hamare website data hota hai.

alltripsinhindi.blogspot.com
Www.All trips in Hindi.com


Sit map search engine me is liye submit karna chatiye ki hamari website ko search engine se acchi traffic mile . Google me jaldi se show hone lage.  Hamare website jayada visitor aaye aur hamare add par koi  click karege to hamari earning badhegi. Hmare website ka alexa ranking bhi acchi rheg !



Apne Website ka Site map kaise banaye janiye !


Apne blogger (blog) ka site map banana bahut hi assan hai. Site map ja maine banaya tha to jada kuch problum nhi aaya tha bus aap ko main Simple trike se RHA hu aap bus use follow kare !

Steps ko follow kare !

1. Yaha click kare

2.Ab apke samne homepage khulega kaise ki niche pic..me hai !

alltripsinhindi.blogspot.com
Www.All trips in Hindi.com

1.yaha par apne website ka url dale .
2.change frequency me aap Always  select kare .
3.Last modification ke option me Use Server's response ko vaise     hi rahne de.
4.Priority me Automatically Calculated Priority select kare.
5. Start par click kare


Ye website only 500 page hi index karti hai. Hum 500 se jayad page nahi add kar sakte hai .500 page bahut hota hai. Ek website 500 page write karna bahut badi bat hai.


Apne Blogger ke sitemap ko Google Console Me Submit kaise kare janiye !

Site map ko search engine me submit karne se hamare visitor so asani se hamari website mil jati hai. Aur google ko bhi website show karne se assani hoti hai. Ye ek free google ki free service isliye me apko kahuga ki apko site map ko submit karna chahiye


Agar apne apne blog ko search engine submit nahi kiya hai hai to aap ye post read kare aur blog ko search engine me submit kare.




1..Ab apko google  search console ko open karna hai.
2..ab “Crawl” par click kare.
3..Sitemaps  option par click kare.
4..ADD/TEST SITEMAP par click kare.

alltripsinhindimetrips.com
www.All trips in Hindi. Com

1.“add/text sitemap” par click karte hi isi page me ek choti si windiws khulegi usme apni blog ke url ke samne“sitemap.xml“ likhe.
2.Submit karne ke bad test sitemap par click kare.test Successful hone ke baad aap ise phir se likh kar Submit sitemap par click karke submit kar sakte hai.
Alltripsinhindi.blogspot.com
Www.alltripsinhindi. com

Submit hone ke baad 1-2 din ke liye pending me ho jayega. 1 ya 2 din me Google search console ka crawler apke submit ko index karlega, Jisse aapka site map poori tarah se submit ho jayega.

Is tarah se aap sitemap kya hai, kaise banaye and Google search console mesitemap kaise submit kare ki information milti hai.
Aged aap ko koi problem ho to niche comment me likhe or ise share kare.

Share this

0 Comment to "Sitemap kaise banaye aur google me kaise submit kare janiye - All trips in Hindi par"

Post a Comment